Secondary Course(8th)
Sura e Najm, Sura e Qamar, Sura e Rahmaan, Sura e waaqia aur Sura e Hadeed ki tajweed ki mukammal riaayat aur qawaaide tajweed ke saath mashq, 3 Surton ka hifz, Sura e Ikhlaas, Sura e Lahab, Sura e Nasr, Sura e Kaafiroon ka lafzi wa muhaawari tarjama aur mukhtasar paigaam. 6 Aamaal ki duaein aur 3 Aamaal ke aadaab, 5 Ahaadees; Huzoor SAW ke irshadaat ka lafzi, muhaawari tarjama aur mukhtasar tashreeh. Allah Ta’ala ki qudrat, Allah Ta’ala hamesha se hai aur hamesha rahega, Nabi aur Rasool, Huzoor SAW tamaam paigambron mein sab se afzal hain, Huzoor SAW aakhri Nabi, Sahaaba, Khulafa, Auliya, Kuffaar ke mazhabi tehwaaron mein shirkat ke anaaween par mazaameen. Tayammum ka bayaan, Namaaz ke makroohaat, Sajda e Tilaawat, Roze ki niyyat ke masaail. Namaaze janaaza, Ishraaq wa Chaasht ki namaazein. Hazrat Abu Bakar RRR aur Hazrat Umar RRRRR ki zindagi ke haalaat. Deen ke mash’hoor 5 shobon; Imaaniyaat, Ibaadaat, Muaamlaat, Muaasharat aur Akhlaaqiyaat par 30 tarbiyati mazaameen. Arbi zabaan ke 10 asbaaq. Ambiya Alaihissalaam “ Hazrat Loot AAaa , Hazrat Shoaib AAAAa, ke waaqiaat aur Urdu likhne ki mashq.
In stock
SKU
DB-30
₹225.00

Write Your Own Review