Advance Course Urdu 11th year

Qur’aan e kareem ka t’aaruf qur’aan ki zabaani, qur’aan ke maqaasid wa mzaaameen, tasheel tilaawat ke iqdaamaat, Ilm e tafseer ka t’aaruf , tafseer e qur’aan ke maakhaz, Urdu zabaan mein do kutub tafseer ka t’aaruf , aayatal kursi, sura e qadr, sura e alaq wagaira ka lafzi wa muhaawari tarjama aur mukhtasar tashreeh , 7 aamaal ki duaayein aur 2 aamaal ke aadaab, hadees ka t’aaruf, 5 ahaadees ka lafzi wa muhaawari tarjama aur mukhtasar tashreeh, sahi ul bukhari aur imaam bukhari r.a. ka t’aaruf, Allah Ta’ala maujood hai, Allah Ta’ala ek hai, hazrat Muhammadf s.a.w. aakhri Nabi, jinnaat wa shayaateen, maujibaat kufr, gunaahon ko halaal samajhna, sharee’at ke kisi hukm ko halka samajhna, sahree’at ka mazaaq udaana, istidraaj, yaajooj maajooj, hauz e kausar, fiqaah ka t’aaruf, fiqaah ki ahmiyat, zaroorat, maakhaz, tareeqa e kaar, tijaarat ke ahkaam, dalaali ka hukm, tark e jamaat ke aazaar, namaazi ke aage se guzarna, seerat wa taareekh par baarah asbaaq, khilaafat e raashidah aur us ki khusoosiyaat ke saath, islaami tarbiyat par 10 asbaaq, Arabi zabaan par 15 asbaaq.
In stock
SKU
DB-38
₹500.00
Yeh nisaab padh kar bachche tafseer ke zaroori usool wa qawaaid, tafseer ki kitaabon aur mufassireen ka ta’aruf, sura-e-qadr se sura-e-fajr tak tamaam sooraton ka tarjama aur mukhtasar tashreeh, 53 aamaal ki duaayein aur 21 aamaal ke aadaab, 20 ahaadees ka lafzi wa muhaawari tarjama wa tashreeh, sihaah sitta ke musannifeen ke haalaat, islaam ke baare mein tafseeli aqaaid, namaaz, tijaarat, medical insurance, juwa, janaaze ke ahkaam, nikaah talaaq, iddat, meeraas wagaira ke zaroori masaail, 36 naamwar ulama-e-kiraam ke haalaat, khilaafat e raashida, bani umayya, abbaasiya, usmaaniya ka ta’aruf, arabi bolne aur likhne ki mashq seekh lega.
Write Your Own Review
You're reviewing:Advance Course Urdu 11th year