Muallim course Urdu

Yeh ek saala nisaab hai, is nisaab ke zariye aise gaaon, dehaat ke maqaami naujawaanon ko jahaan masaajid mein imaamat aur makaatib mein padhaane ke liye ulama wa huffaaz nahein milte; 6 ghanta yaumiya musalsal 8 maheene padha kar, in gaaon ki masaajid wa makaatib ke liye miyaanji banne ki salaahiyat paida karne ki koshish hai, jis se wahaan ke deeni taqaaze aasaani se poore ho sakein. Is nisaab ke 5 buniyaadi anaaween hain : • Qur’an ke tahat : Fazaaile qur’an, Nooraani qaaida, Ilme tajweed, Hifze surah. • Hadees ke tahat : Dua wa Sunnat, Hifze hadees. • Aqaaid wa Masaail ke tahat : Fazaaile ilm, Aqaaid, Asma e Husna, Masaail. • Islaami Tarbiyat ke tahat : Seerat, Seerate Khulafa, Bayan wa Dua, Aasaan Deen. • Zabaan ke tahat : Urdu, Arabi.
In stock
SKU
DB-50
₹950.00

Write Your Own Review
You're reviewing:Muallim course Urdu