3rd Primary - Urdu-Transliteration

Naazira-e-Qur'aan Sura-e-Naba se Sura-e-Baiyyinah tak aur pehla paara, 6 soorton ka hifz, 5 duaaein, 4 aamaal ki sunnatein, 4 masnoon kalimaat, 10 Hadeesein tarjame ke saath, 3 kalime tarjame ke saath, Namaaz-e-Witr Duaa-e-Qunoot ke saath, 20 Asmaa-e-Husna, wuzu-o-gusl ki sunnatein, Nawaaqiz-e-Wuzu, Islaami Maaloomaat ke muta'alliq 28 sawaalaat-o-jawaabaat, ek bayaan, ek dua, Huzoor صلی اللہ علیہ وسلم ki Makki Zindagi, Paanch shobon par 10 tarbiyati asbaaq, Arabi zabaan mein dahaaiyaan, dinon ke naam, Urdu zabaan mein chhe harfi alfaaz se lekar Urdu ke muntakhab asbaaq tak, likhne ki mashq Alif se Kaaf tak.
In stock
SKU
DB-78-Urdu-Transliteration
₹215.00
Ise padh lene ke baad talaba nooraani qaaida ke saath saath mukammal naazira-e-qur’aan, 22 sooratein, 40 aamaal ki duaayein aur 13 aamaal ki sunnatein, 40 hadeesein, 5 kalime aur islaami aqaaid, mukammal namaaz aur mazeed 6 namaazon ka tareeqa, 99 asma-e-husna, tahaarat aur namaaz wagaira ke zaroori masaail, islaami maaloomaat par 110 sawaalaat ke jawaabaat, 5 bayaanaat aur 5 duaayein, Huzoor ﷺ aur khulafa-e-raashideen ki mukhtasar seerat, akhlaaqi taaleem par qur’aan wa hadees ki 125 baatein, arabi mein ginti, rozmarra istemaal hone waali cheezon ke naam wagaira seekh leinge aur unhein urdu likhna padhna bhi aa jaayega.
Write Your Own Review
You're reviewing:3rd Primary - Urdu-Transliteration