Advance Course Urdu 12th year

Qur’aane kareem se istifaadah karna, qur’aan ki peshan goyiyaan, Urdu zabaan ki do tafseeron ka mukhtasar t’aaruf aur khususiyaat, sura e alam nashrah aur sura e teen ka lafzi wa muhaawari tarjama aur mukhtasar tashreeh, kuch aamaal ki duaayein aur aadaab maslan: khareed wa farokht ke aadaab, chand hadeeson ka tarjama aur tashreeh, Imaam Muslim ke haalaat aur sahi Muslim ka t’aaruf, nunuwat wa risaalat ki zaroorat, ismat e ambiya a.s., tuaheen e risaalat ek sangeen jurm, ambiyaa a.s. ke baare mein chand aqaaid, nazariya e imaamat, isaal e sawaab, qayaamat ki do badi alaamatein: khasf aur dhuwaan, sood, juwa, bema, medical insurance aur bank se jaari hone waale card ke ahkaam, janaaze ka bayaan, ghusl, kafan, dafan, namaaz e janaazah wagaira, seerat wa taareekh ke 11 asbaaq, khilaafat banu ummiyah aur us ki khususiyaat ke saath, islaami tarbiyat par 8 asbaaq, Arabi zabaan par 13 asbaaq.
In stock
SKU
DB-39
₹500.00
Yeh nisaab padh kar bachche tafseer ke zaroori usool wa qawaaid, tafseer ki kitaabon aur mufassireen ka ta’aruf, sura-e-qadr se sura-e-fajr tak tamaam sooraton ka tarjama aur mukhtasar tashreeh, 53 aamaal ki duaayein aur 21 aamaal ke aadaab, 20 ahaadees ka lafzi wa muhaawari tarjama wa tashreeh, sihaah sitta ke musannifeen ke haalaat, islaam ke baare mein tafseeli aqaaid, namaaz, tijaarat, medical insurance, juwa, janaaze ke ahkaam, nikaah talaaq, iddat, meeraas wagaira ke zaroori masaail, 36 naamwar ulama-e-kiraam ke haalaat, khilaafat e raashida, bani umayya, abbaasiya, usmaaniya ka ta’aruf, arabi bolne aur likhne ki mashq seekh lega.
Write Your Own Review
You're reviewing:Advance Course Urdu 12th year